post title seo freindly banane ke 11 effctive tarike

pata hai.ek blog post ka sabse impotanta part kaun sa hota hai ?.ek blog post ka sabse important part uska title hota hai.kyuki yahi wo part hai jo search  result me show hota hai.isise user ye decide karta hai ki .hume kis blog par jana hai.dosto agar hum gaur kare to.hum ye payenge ki .hamare blog k sare traffic .post ke title se hi aate hai.
jara soche koi bhi visitor jab hamare blog par aata hai to .wo kis par click karke aata hai.wo hamare post ke title par hi click karke aata hai.kul milakar hum ye kah sakte hai ki .post ka title hamare sare traffic ka aadhar hai.
bahut se new blogger post title ka importance nahi jaante hai.wo isliye wo apna article likh kar bina soche samjhe use koi bhi title dekar publish kar dete hai. jis karan vo apni post se achhi traffic nahi paate hai. vohi par jo iske importance ko jaante hai. vo bahut soch samajh kar apne post ka title likhte hai. jisse vo achhi traffic paate hai. issiliye aaj hum aapke saath post title ko attracktive banane ka. kuchh tips share karenge. jise aap follwo karke achhi traffic paa sakte hai.
also read=old visitor kyu jaroori hai.aur old visitir ko kaise roka jaye
post title seo freindly banane ke 11 effctive tarike
title optimization tips

on page seo ke 3 factor jise google bahut importance deta hai

1= title length 
dosto post title likhte samay uske lambai ko bhi dhyaan dena padta hai. apne post title ko na jyada chhota rakhe na jyada bada rakhe apne post title ko 35 se 70 keyword ke andar hi rakhe. kyuki search result me 70 letter hi show hote hai. jise visitor padhta hai agar isse jyada use karenge to vo search result me show nahi hoga jab show hi nahi hoga to use likhne se koi fayada nahi hai.

2= apne targeted keyword ko hamesha aage rakhe

apne post title me apne targeted keyword ko hamesha aage rakhne ki koshish kare. kabhi bhi post ke main keyword ko title ke ant ya beech me na istemaal kare.
post title seo freindly banane ke 11 effctive tarike
title tag optimization tips
also read=how to create backlink in hindi
3= number ka use kare

dosto apne post title ko attractive banane ka ye ek best idea hai. aap pane post title me number ka istemaal kare
number ka istemaal karne se aapka title attrctive aur belivable ho jaati hai. aur numbering title seo friendly bhi hote hai.
also read=social bookmarking site list
4= hyphen [ - ] aur pipe ka | istemaal kare

bhut se blogger ko humne dekha hai. ki vo apne post title
ke word ko alag karne ke liye comma ,dot. ka istemaal karte hai. jo sahi nahi hota hai. kyoki google crowling karte samay isse ignore kar dete hai.
also read=best free seo tool in hindi
5= question answering keyword use kare

 as you know ki jab kisi ko kuchh jaana hota hai. to vo question karta hai. jisse use uski qustion ka answer mil jaata hai. same vaisa hi yeha par bhi hai. maximum people apne qustion ka answer google par hi search karte hai. vo kuchh yu likh kar search karta hai. what is seo, how does it work, how to add meta tag, etc.matlab ki jis word se koi qustion puchhi jaati hai. us word ka istemaal kare jaise= how to, why, what is, who etc.
also read meta tag laga kar apne blog ke traffic badhaye
6= most keyword use kare 

apne post title me effective keyword use kare jaise= power full,effective,solid,unlimited,jab aap is tarah ke word use karnge to.koi bhi reader.aapki post ko dekhega to.wo apni mind me ek image bana lega .wo soche ga ki ye effective method hai.jise padhna chahiye.

7 word tracker tool ka istemaal kare\

apne post title se visitor paane ke lye .word tracking tool ka istemaal kare.word tracking tool ki help se .apne post title ke key word ko achhe se planning kar sakte hai. aur searchble bhi bana sakte hai.kuch word tracking tool ye hai  GOOGLE KEYWORD PLANNER,GOOGLE TRENDS,WORDSTREAM,aap inme se kisi bhi tool ko use kar sakte hai.
also read=backlink kya hai.aur kyu jaroori hai blog ke liye
8 wo word use kare jiska result search engine me kamse kam ho
apne post ko publish karne se pahle make sure kar le ki.aapne apne post ka jo title diya hai.uska result google search me kamse kam hai ki nai.
iske liye aapko google me khud search karke dekh lena chahiye.apne post title me wahi keyword use kare .jiska result google me kam se kam ho.agar aap wo word use karte hai jiska result google search  me jyada hai to.aap jyada traffic nai pa sakte.q ki google ke page par .to wo pehle se hi jagah banakar baithe hai.jab aap apna content publish karenge to.aapka post unke neeche hi show hoga.
post title me kya na use kare

9 special keyword ka istemal na kare .

special keyword se mera matlab hai .jaise .$,@,yuro etc.aapko in word ko istemal na kare q ki.google crowling me .in keyword ka koi importance nai hai.google search karte samay.in word ko ignor kar deta haio.

10 repeated key word na use kare

kabhi bhi apne post title me reapeted keyword na use kare jaise->seo,search engine optimize,game, video game,etc.
q ki google repeted key word ko spam samajhta hai.aur google aapko penalize kar sakta hai.

11 stop word ka istemal na kare
apne post title me stop word ka istemal na kare .stop word jaise.if, she, it , etc. q ki google crowling me in keyword ka koi value nahi hai.google apne search process me in word par dhyan nai deta hai.
aapko ye post bhi padhni chahiye
1 old visitor ko rok kar 75% traffic badhaye
2 on page seo ke 3 important factor -jise google bahut importance deta hai
Previous
Next Post »