feature post ka widget apne blog me kaise lagaye

feature post ka widget apne blog me kaise lagaye

dear rider aaj hum aap sabhi ko ek  aisi  widget ke bare me
bataunga .ki jiske help se aap apne blog ke home page par .man chaha post apne  visitor ko dikha sakte hai .
is widget ka name hai ."feature post widget".
ye widget bhi blogger ne hume free me provide ki hai .hamare khayal se to ye widget .ek bahut achhi widget hai .jise main bhi istemal karta hun aur main aapko bhi isko istemal karne ki salah deta hun .is widget ki madad se  aap kuchh khas post .yaani ki jo post hamare visitor ko attract kar sakata hai .jis post se hum apne blog ke visitor ko .apne blog par rukne k liye mazboor kar sakte hai .wo post ko hum apne blog ke side bar me dikha sakte hai .sabhi jaante hai ki .apne blog par visitor ko roke
rahna kitna jaroorii hai .agar aap is widget ko lagaye hai to ..aap apne visitor ko apne blog par rokne me kuch had tak safal jaaroor ho jayenge.
dost ab hum aapko is widget ko kaise lagate hai isko bataunga .
ise lagana bahu hi aasan hai aap meri simple si step ko follow kariye aapka widget lag jayega .
ye post bhi padhe=1  post ke kuch article ko high light kaise kare.
                               2 affiliate marketing vs adsense jyada kaun behtar hai
1step

sabse  pehale apne blogger acount me log in ho

2step
ab "layout" par click kare .
ab "add a gadget" par click kare .
phir yeha se aap "feature post" ke widget ke samne
plus ke mark par click karna hai.

3step
ab yeha par aapko isse  setting karna hai.
aur save par click karde  aapka widget laga jayega

i hope ki aap log samajh gaye honge.agar fir bhi na samajh aya ho to aap mujhse comment k dwara puch sakte hai.


kuchh aisi hi widget aapko apne blog me lagana
chahiye

1= popoular post ka widget apne blog me kaise lagaye

2= google translate widget apne blog me lagakar traffic
badhaye
Previous
Next Post »